Translate

Thursday 20 June 2013

Android App Development

Maine Android App Development - Class 1 main aap ko Button ko use karne ka tutorial bataya tha.
This is Android App Development - Class 2, is main aap ko ListView ko use karna sikhaunga.


Ab start karte hain
(For making new project reffer to: Android App Development - Part 1)
Sab se pahle aap Eclipse ko open karen. Phir neeche diye hoe steps ko follow kijiye:

Aap dekh sakte hain ke maine yahan 1 Button aur 1 ListView add kiye hain.


Yahan maine ArrayList aur ArrayAdapter banaya hai.
ArrayList aap ke ListView items ki list banae gi.
aur ArrayAdapter aap ke ListView aur ArrayList ko connect karega.


Yahan aap dekh sakte hain ke maine listItems ko adapter ke saath connect kar dia hai aur listView main items add karne ka code bhi dia hai.


Aap dekh sakte hain ke "ItDunya ListView Item", listView main add ho gaya hai.


Yahan aap dekh sakte hain ke kaise button ko click karne se listView main item hoga:


Aap yahan dekh sakte hain ke button ko click karne se listView main item add ho gya hai.

1: Item added when Activity started.
2: Item added when click on button "Add New Item".

Ditulis Oleh : Waseem Abbas // 02:53
Kategori:

0 comments:

Post a Comment

PleaSe Give YouR Valueable Comments here..
LearninG Place Networks...

 

Contributors

powerd by pakfly or. Powered by Blogger.